Ram Aaye Hain Ayodhya (Bhajan): Vishal Mishra | Kaushal Kishore | Dibya C | Clik Records
On This Auspicious Day Of Deepawali, Clik Records & The Multi-Talented Singer-Composer VISHAL MISHRA की तरफ से ” Shri Ram ” और आप सभी को छोटी-सी भेंट ” Ram Aaye Hain Ayodhya ” – Ram Gaatha , Beautifully Penned By Kaushal Kishore & Directed By Dibya Chatterjee !! बहुत सारा प्यार और आशिर्वाद दीजिए.. तेह दिल से आप सब को अर्पण 🙏🙏
#shrirambhajan #ramaayehainayodhya #vishalmishra
Subscribe To Our Channel For Upcoming Songs : https://bit.ly/3inu05r
Like || Share || Comment
Enjoy and stay connected with us 📲
————————————————————————————————————————————————–
🎧 Audio Credits
Song – Ram Aaye Hain Ayodhya
Composer & Singer – Vishal Mishra
Lyrics – Kaushal Kishore
Music Arranged & Produced by – Gaurav Vaswani
Music Assistant – Kumar Gaurav Singh & Trihangku Lahkar
Recording Engineer @ VM Studio – Trihangku Lahkar
Mix & Mastered by – Sethuraman @ Seven Heaven Studios
VM Studio Assistant @ VM Studio- Bishal Sharma
Rhythm Arrangers- Prashant Sonagra and Swaranjay Dhumal
Tabla, Dholak, Pakhawaj, Hand Dhol and Percussions- Prashant Sonagra
Dholak- Ishteyak Khan
Other Percussions- Pratap Rath, Swaranjay Dhumal, Varad Kulkarni
Flute- Paras Nath
Guitar – Ishan Das
Sitar- Bhagirath Bhatt
Shehnai- Raju Dhumal
Backing Vocals – Kaushal Kishore, Akansha Tripathi, Ayussh Aanannd, Chaittali Shrivastava, Mandeeip s Bhatia, Pratikhya Sharma, Sudhanshu Shome, Deepak Bharti, Jyotsna, Aarushi Bajpay, Mansi Bhardwaj
Recorded at Seven Heaven Studios, Mumbai
Recordists- Sanket Tole and Ezekiah
Music Label : Clik Records
Online Promotions : Winrootmedia (Teji)
Legal : Abhijeet Shukla (Aksjuris & Co)
Special Thanks: Ingrooves Team https://www.ingrooves.com/
🎬 Video Credits
Director : Dibya Chatterjee
Dop : Abhimanyu Sengupta
Production House : Mayur Hasija Films
AD : Manish Saini, Tajinder Pal Singh & Amandeep Singh Baath
EP : Vijay Kumar (Veera)
Line Production : Amit Singh
Editor : Sayan
D.I. and Online : Nadeem Akhtar
Associate and Online : Mohd Mujammil
Art Director : Nikesh
Jimmy Jib: Biswanath Pattanaik
Live Musicians:
Keyboard- Nikita
Percussions: Ishteyak Khan, Lalit Shankar, Shahid Ansari, Anil Bhatt
Sitar : Bhagirath Bhatt
Shehnai : Sunil Dhumal
Guitars : Pritom Gohain Boruah
Bass : Bedabrat Baruah
Flute : Bhaskar Jyoti Kalita
Backing Vocals- Kaushal Kishore, Jyotsana, Deepak Bharti, Aarushi, Pratikhyaa Sarma
Stylist & Costum – Mandakranta Debbarma
Hair : Ali Khan
Make Up: Jigesh Kala
BTS & Photography : Rupesh
Poster Design : Talents Of The world (Kanan Tiwari)
Video Produced by : Mayur Hasija
————————————————————————————————————————————————–
LYRICS
Ram roop liye maa kaushalya ki kokh mein aaye swam narayan
Shuru hui lo ramayan
Shuru hui lo ramayan
Punya Pratapi Raja Dasrath ke kul mein janme
Vaikunth utra ho jaise Dasrath ke angan mein
Mahadev Gauri se bole bhagwan aaye hain ayodhya
Diye jalao mangal gaao raam aaye hain ayodhya
Teeno lok ke Swami hai jo shree raam aaye hain ayodhya
Gyan liya aur vachan diya ki jub tak deh me pran rahega
Dharm rahega nyay rahega us palde mein raam rahega
Pa karke guru ka aaadesh
Ram chale hain mithila desh
Awadh se aaye Janakpur Ram dekho
Ho gaya hai janakpur ye dhaam dekho
Ek daras mein moh liya re
Ho gayi main to teri Siya re
Jaise Vishnu Laxmi ki jodi
Jaise Shiv ke saath mein ho Gauri
Waise hi main aaj se hoon tera
Waise hi tu aaj se hai meri
Bharhu maang na karhun deri
Bharhu maang na karhun deri
Phool bichaao tare sajao Siyaram aaye hain ayodhya
Diye jalao diye jalao mangal gaao
Ram aaye hain ayodhya
Ram aaye hain ayodhya
Shubh bela beet gayi kab tak mahlon mein palna tha
Manav roop me janme the to kanto pe bhi chalna tha
Leke nayi biyahi dulhan
saath me leke bhrata Laxman
Ram van ki oor chale
Prano se bhi pyari ayodhya chhor chale
Kaal jiske haath se haan haath se hi racha bana hai
Usko apni ungliyon pe ungliyon pe nacha raha hai
Kaal ye tune kya kiya
Kaal ye tune kya kiya
Maa tune kya maang liya
Pita ne hi vanvas diya
Janak nandani
Jeevan sangni ka chhal se haran kiya
Us hi chhan me Ravan ne tay apna maran kiya
Tay apna Maran kiya
Samudra ke seene pe chalke raam aaye lanka
Ravan ka jo ahankaar tha dhoo dhoo karke dhanka
Punya aur paap ke yudh ka parinam tha
Teeno lok me goonja jay jay jay jay jay jay Ram ke naam ka
Charno mein aake bole bhibhishan
Khatam hua vanvas aye bhagwan
Taar do humko banke rajan
Saup diya lo jane do humko
Lanka ab tumhri karmbhoomi
Kitne baras se raah takat hai
Humre liye humri janmbhoomi
Diye jalao mangal gaao raam aaye hain ayodhya
Lakhan siya hanuman ke sang bhagwan aaye hain ayodhya
All rights reserved @clikrecords2021.
shri ram song